HAKEEKAT KO JAANO BHAI
DR K Prtabhakar Rao
Buddha
Maharaj apne desh me janata ka Marshal spirit ko poori tarfa se vinash kardiya.
Uske baad Apne Mahatma ahinsa ahinsa kahte hue hinsa ka shikar bangaya. Desh ko
tukde kardiya gaya. Hakeekat se woh
bahut hee door the. Apne mahatv badhane ke liye desh ka balidan kardiya.deshko tukde kardiye.kursi kabza karneki lalachme
deshko bantnediya.jisko vazir azam ban n tha usko dhakka lagakar baju kardiya.
Kayee naujawan mulk ke liye shaheed
hogaye. Goliyonka shikar ban gaye. Bhagat singh jaise mahan yuvak phansi par
chadaye gaye. Unko bachane ke liye koyee koshish nahee hui. Shayad kuch log khushee se nach ute.Bharat
gulam bane rahne ka karan yahee hai.Angrez chalegaye,Unke mama chacha, chichi
aur khala bhi chale gaye. Moghal sultan bhee chale gaye. Nizam sarkar ek chutki
mein gayab ho gaye.hazaro desi raja maharaj gayab hogaye Lekin bharat ab phir
ghulami mein phans gayi..Pata karo ab ham kiske ghulam hai.Ghulami hamari khoon
mein hai. Hamara DNA bhi Ghulami ka shikar bangaya hai.1857 jung mein hindu aur
musalman kandhe jodkar talwatr uttayi.
Khoon bahayi. Shaheed ho gaye. Hinu aur musalman dono bahadur shah sahib ko mulk ka badsha rahneka elan kiye. Lekin kya ho gaya baad mein. 1947 mein Musalman aur
hindu kyon dushmani mol li. Iske peeche
bahut hee badi saajish hai.
Lagta hai aage jakar ham phir aur koyee doosra mulk ka ghulam
banenge. Abhi tak apne desh vasi yonko akal to nahee aayee. Woh nare ke piche
daud te hai.Desh ka har ek imaarat, Sadak, Havai adda aur kayee cheez kewal
kuch vyaktiyonke nam par hee hai. Lagata hai poora Mulk ek vyakti kahee Bhajan
kar rahee hai aur inke aankh andhe panse majboor hai.Jago Bhayiyo. Desh kewal
kisee ek insaan ka ya uski gharelu jagir
nahee hai.Na unka dada ka diya hua jagir hai. Desh ek aadmise bahut hee zyada
mahan aur buland hai. Deshko bachao desh
vaasiyo. Andhon ke jaisa mat dan mat karo. Ankhe kholo, Kan kholkar rakho.Aur
apna vote aise aadmi ko de jisko swabhiman hai,lajja hai, Desh par garv hai,fakr
hai, Jis ka khoon khoon hai aur pani nahee, Deshki raksha kar sakta hai, dushman ke saamne ghutne nahee tekta,nak nahee
ragadta.mulk ka paisa nahee lootha.Kisika dum pakadkar nahee chalta,kisika
gharelu kutta nahee banta, Desh ka izzat bacha sakta hai, Deshko badmash,
lafange, Chor, Daku aur luteronke jaall se bacha sakta hai.Aise log neta bankar desh me apna jaal bichaye.Apne bete, chacha . chachi ko bhee saath lehe chalte hain.Inko pehchano. Desh ka satta inke haat mein jaane mat dho.
Dhoondo woh kaun
hai... Woh hamare beech mein hai.wohi deshko bacha sakta hai. Doosra koyee nahi. Ise Jaano.
No comments:
Post a Comment