SONG OF SURENDRANATHJI FROM PAIGHAM
MD Gyan Dutt, Lyrics.. Surendranath
Dr K Prabhakar Rao
Jo Dil Mein Aaye The Dard
Bankar, Ab Aah Bankar Wo Jaa Rahe Hain..
Jo Dil Mein Aaye The Dard Bankar, Ab Aah Bankar Wo Jaa Rahe Hain.
Mere Khayalon Mein Basne Wale-2
Kisi Ka pehlu Basa Rahe Hain,
Jo Dil Mein Aaye The Dard Bankar, Ab Aah Bankar Wo Jaa Rahe Hain..
Ye Bata Aye Ghum-E-Mohabbat,Kise Sunayein Hum Apni Haalat,
Nigahein Jinse Ulajh Gayeen Hai, Wohi Nigahein Chura Rahe hain.-2
Jo Dil Mein Aaye The Dard Bankar
Samajh Ke Hamne Ye Unko Chaha,Wafa Karenge Wafa Ke Badle-2
Magar Wo Gairon Ke Bas Mein Hokar,Hamari Hasti Mita Rahe Hain.-2
Jo Dil Mein Aaye The Dard Bankar
Adaayein Bholi Jafayein Bholi ,Wo Aap Bhole Khayal Bhole.-2
Hamari Duniya Ujaad Kar Ab ,Alag Khade Muskara Rahe Hain,

Note. This is a very great ghazal rendered by the immortal singer actor in 1943 for the film Paigham .. Md was Gyan Duttji who composed for film Bhakt Surdas in which Saigal sahib renered memorable songs. His stmap can be seen in both films
No comments:
Post a Comment